मेरा आपकी कृपा से सब काम हो रहा है भजन लिरिक्स (Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai)

Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai

“Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai” is a beautiful bhajan that expresses deep gratitude and devotion towards Lord Krishna. The lyrics highlight the miraculous ways in which divine grace makes everything possible, even when it seems impossible. It emphasizes the belief that with Lord Krishna’s blessings, obstacles are overcome, and success is achieved effortlessly. This heartfelt expression of faith reflects the devotee’s realization that all accomplishments are due to the Lord’s benevolence. It is a reminder of the transformative power of divine support and the peace and confidence it brings to the devotee’s life.

मेरा आपकी कृपा से सब काम हो रहा है भजन लिरिक्स

मेरा आपकी कृपा से सब काम हो रहा है।
करते हो तुम कन्हिया मेरा नाम हो रहा है॥

पतवार के बिना ही मेरी नाव चल रही है।
हैरान है ज़माना मंजिल भी मिल रही है।
करता नहीं मैं कुछ भी, सब काम हो रहा है॥

तुम साथ हो जो मेरे, किस चीज की कमी है।
किसी और चीज की अब दरकार ही नहीं है।
तेरे साथ से गुलाम अब गुलफाम हो रहा है॥

मैं तो नहीं हूँ काबिल, तेरा पार कैसे पाऊं।
टूटी हुयी वाणी से गुणगान कैसे गाऊं।
तेरी प्रेरणा से ही सब यह कमाल हो रहा हैं॥

मेरा आपकी कृपा से सब काम हो रहा है।
करते हो तुम कन्हिया मेरा नाम हो रहा है॥

Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai

Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai.
Karte ho tum Kanhaiya mera naam ho raha hai.

Patwaar ke bina hi meri naav chal rahi hai.
Hairaan hai zamaana manzil bhi mil rahi hai.
Karta nahi main kuch bhi, sab kaam ho raha hai.

Tum saath ho jo mere, kis cheez ki kami hai.
Kisi aur cheez ki ab darkaar hi nahi hai.
Tere saath se gulaam ab gulfam ho raha hai.

Main to nahi hoon kaabil, tera paar kaise paaun.
Tooti hui vaani se gungaan kaise gaaun.
Teri prerana se hi sab yeh kamaal ho raha hai.

Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai.
Karte ho tum Kanhaiya mera naam ho raha hai.

I’m a tech lover who’s always excited to explore the latest gadgets, apps, and trends in the tech world. I enjoy sharing what I learn in a way that’s easy to understand, making sure you stay updated without the overwhelming jargon. Whether it's new tech releases or digital news, I’m here to break it down and keep it interesting!

Post Comment